Mirza Ghulam Qadiani made fun of Pathan women

Transliteration:

"Panchwa qareena un ke wo rasumat hain jo yahudiyo se bohot miltey hain masalan un ke baaz qabail na'ta aur nikah mein kuch chandaa farq nahi samajhtey aur aurtein apnay mansoob se bila'taqalluf milti hain aur baatein karti hai. Hazrat Mariyum Siddiqa ka apnay mansoob Yousuf ke sath qabal Nikah ke pirna iss Israeli rasam par pukhta shahadat hai. Magar Khawateen-e-Sarhadi (women of Sarhad) ke baaz qabail mein ye mumasilat auraton ki apne mansoobon se had se ziyada hoti hai. Hatta ke baaz auwqat Nikah se pehlay Hamal bhi ho jata hai jis ko koi bura nahi mantey balke hansi thathey (jokes) mein baat ko taal detay hain kiyonke Yahudi ki tarha ye log ta'na (taunting) ko aik qism ka Nikah he jantey hain jis mein pehlay meher bhi muqarrar ho jata hai."

Translation:

"The fifth likelihood are those customs which are very similar to those of the Jews. For example, some of their tribes do not differentiate between Nikah and engagement, and their women meet and talk to their betroths without any hesitation. Mary (mother of Jesus) and her betrothed Joseph, meeting each other prior to Nikah is a strong testimony to this Israeli ritual. But in some tribes of Sarhad (modern day Khyber PakhtunKhwa 'Land of Pashtuns'), this act is excessively practiced by their women, and sometimes they even get pregnant before marriage, and they don't regard this as indecent, but like the Jews, they laugh it off with jokes and humour. These people consider engagement to be a kind of marriage in which the dowry is also fixed before hand." 
- [Ruhani Khazain: Volume No. 14, Page No. 300] (direct link to the page)

No comments:

Post a Comment